Skip to content

Custom robots header tags क्या है? सेटिंग को जाने.

     

    Custom robots header tags kya hai? इसे kaise सेट kare?

    Custom robots header tags in hindi, what are custom robot header tags
     
    Agar aap ब्लॉगिंग करते hai to yeh जानना बहुत जरुरी hota hai ki custom robots header tags kya hai? Yeh blogger ka ek feature hai जिसको सेटिंग करके aap apne ब्लॉग ko सर्च रिजल्ट me apne अनुसार represent करा सकते hai.

    Custom robots header tags blogger ka ek ऐसा सेटिंग hai जिसके माध्यम se aap सेट kar सकते hai ki apne ब्लॉग ke किस हिस्से ko सर्च me दिखाना hai.
     
    Yeh सेटिंग करके google ka bots ya robots jise crawlers कहा jata hai. Usay बताना hota hai ki हमारे ब्लॉग किस तरह se crawling ya crawl kare.
     
    सही तरह se custom robots header tags ki setting  karne होते hai. क्योकि इसके गलत सेटिंग se ब्लॉग ki रैंकिंग par बहुत hi गलत प्रभाव पड़ता hai.
    अब हम आगे बताने बाले hai ki yeh kaise kam करता hai aur kaise aap apne ब्लॉग me custom robots header tags  ki सेटिंग ko आसानी se kar पाएंगे.
    custom robots header tags kya hai, custom robot header tags, custom robots header tags setting, crawlers and indexing setting in blogger, hingme
    custom robots header tags kya hai, custom robot header tags, custom robots header tags setting, crawlers and indexing setting in blogger, hingme

    Custom robots header tags kaise काम करता hai?

    Custom robots header tags setting, crawlers and indexing setting in blogger
     
    Custom robots header tags ki सेटिंग se हम apne ब्लॉग ke liye सर्च इंजन ki bots ko ek command dete hai. Yeh command apne ऊपर निर्भर rahta hai ki हम सर्च रिजल्ट me kya दिखाना aur kya छुपाना चाहते hai.
     
    उसके बाद सर्च इंजन ki bots ब्लॉग ko crawling करके सिर्फ आर्टिकल ko दिखाते hai. Jab visitors द्वारा सर्च किए jata hai तब सर्च me ब्लॉग se जुड़े फालतू चीजो ko nahi दिखता hai.
     
    अब custom robots header tags ki सेटिंग karne मेंआने बाले सभी आप्शन ke बारे me बिस्तार se जानेंगे ki किस option  ka kya मतलब hai.

    Custom robots header tags सेटिंग me तीन head section hota hai.

    1.homepage
    2.archive and search pages
    3.default for posts and pages
     
    Custom robots header tags ki तीनो सेटिंग ke बारे me जानेंगे ki किसमे kya सेटिंग karne hai. Aur kya allow karne hai.
     
    Jab इन तीनो head section ke प्रत्येक सेक्शन me लिक्क करेंगे to वहां  10 custom robots header tags setting ke options दिखेगा. To sabse pahle इन सभी ke  बारे me हम एक-एक kar जानेंगे ki किसका मतलब kya hota hai.
    All:– agar aap apne ब्लॉग ki kisi bhi डाटा ko nahi छुपाना चाहते hai aur चाहते hai ki search engine आपकी सारी जानकारी ko show kare to all tag ko एक्टिव kare.
    Noindex:– apne ब्लॉग ki पोस्ट ko सर्च इंजन ke bots ke सर्च इंजन me रैंक ya index ना कराने ki स्थिति me noindex आप्शन ko एक्टिव kare.
    Nofollow:–अपने ब्लॉग ki kisi bhi लिंक ko सर्च इंजन ke द्वारा फॉलो nahi karne ke स्थिति me nofollow tag ko एक्टिव kare.
    None:–none tag ko एक्टिव ऐसे स्थिति me ki जाती hai jab aap ब्लॉग ki kisi bhi जानकारी ko ना hi follow aur ना hi index कराना चाहते hai.
    Nosnippet:–सर्च इंजन me सर्च karne par jo सर्च रिजल्ट ke रूप me apne ब्लॉग ki address aur टाइटल ke बाद description hi आता hai. Jise snippet कहा jata hai. लेकिन इसे nahi show hone देने ke स्थिति me nosnippet ko एक्टिव kare.
    Noodp:-गूगल सर्च इंजन रोबोट defoult रूप se open directory project (odp)रिजल्ट deta hai. इसे हटाने aur सर्च रिजल्ट me पोस्ट ठीक se show hone ki स्थिति me noodp ko एक्टिव रखे.
    Notranslate:-ब्लॉग par show ho रहे भाषा ko kisi दुसरे भाषा me ट्रांसलेट nahi karne ke स्थिति me notranslate tag ko एक्टिव kare.
    Noimageindex:-सर्च इंजन ki सर्च रिजल्ट me ब्लॉग पोस्ट ki इमेज nahi दिखने ki स्थिति me noimageindex  tag ko एक्टिव kare.
    Unavailable after tag:ब्लॉग par kiya जाने bala ऐसा पोस्ट jise कुछ समय ke liye hi index ya show कराना चाहते hai to ऐसे me unavailable after tag ko एक्टिव kare. एक्टिव karne ke बाद इसमें yeh डेट डाले ki कितने दिनों ke liye सेट karna चाहते hai.                                                   
     

    Custom robots header tags setting kaise kare?

    Custom robots header tags, custom robot header tags
    अब इसमें जानेंगे ki custom robots header tags ki setting kaise करेंगे. Yeh सेटिंग se सर्च इंजन रोबोट ko हमारे ब्लॉग ke बरे me jaan पाता hai. Aur सर्च रिजल्ट me उसी अनुसार दिखा पता hai jo हम चाहते hai. यानि हमें kya क्रॉल कराना hai. Kya nahi.
    To अब आगे is सेटिंग ke बारे me  हम जानेंगे ki yeh kaise किए जाये.
    Sabse pahle blog ओपन kare aur left side me setting par click kare. उसके बाद कुछ option show hoga.
     
    अब उस पेज ko scroll down करके custom-robot-header-tags ke आप्शन ko खोजे.
     
    इसके बाद sabse pahle enable custom robots header tags ko एक्टिव kare.
     
    Custom robots header tags ko एक्टिव karne ke बाद  वह तीनो head सेक्शन जैसे ki home page tags, archive and search page tags, post and page दिखेगा जिसमे हमें सेटिंग करनी hai.
     
    अब तीनो head सेक्शन me  किस तरह se custom robots header tags ki सेटिंग करनी hai. उस तीनो me किये जाने बाले सेटिंग ke बारे me जानेंगे.
    custom robots header tags kya hai, custom robot header tags, custom robots header tags setting, crawlers and indexing setting in blogger, hingme
    custom robots header tags kya hai, custom robot header tags, custom robots header tags setting, crawlers and indexing setting in blogger, hingme

    Home page tags

    • Sabse pahle home page tags par क्लिक kare.
    • इसके बाद इसमें दिख रहे कई आप्शन me se all ko एक्टिव kare.
    • फिर अब noodp ko एक्टिव kare.
    • इसके बाद अब kisi ko एक्टिव ना kare aur is setting ko save kar de.

     

    Archive and search page tags

    • इसमें bhi sabse pahle archive and search page tags par क्लिक kare.
    • अब archive and search किये gye पेज ko index करवाने ke liye  noindex ko एक्टिव  kare.
    • फिर  noodp  आप्शन ko अव्तिवे kare
    • इसके बाद अब बिना कुछ किये is setting ko save kar de.

     

    Post and page tags

    • इसमें bhi sabse pahle post and page tags par click kare.
    • फिर all  बाले आप्शन ko एक्टिव kare.
    • इसके बाद  noodp ko एक्टिव kare.
    •  Aur अब अंत me is setting ko save kar de.

     

    हमें आसा hai ki custom robots header tags ke बारे me जानकारी मिल गई होगी. Aur इसके माध्यम se apne ब्लॉग par आसानी se सेटिंग kar पाएंगे. Agar yeh जानकारी अच्छी लगी ho to कृपया हमारे is पोस्ट ko kisi bhi सोशल साईट par जरुर शेयर kare.
    close